पहले मेरी शादी एक ज़िम्मेदारी थी .... जिसे बखूबी निभाया गया .... फिर मेरी शादी एक गलती बन गयी जिसे हर एक के सामने गाया गया .... अब फिर से मेरी शादी " गलती सुधारने की ज़िम्मेदारी .." बन रही है ...मतलब बदल रहे है पर मेरी जिंदगी वही है ... क्यों कि मेरी शादी मेरी ज़िन्दगी नहीं हो सकती ... ये या तो गलती हो सकती है या ज़िम्मेदारी ...और या ये हो सकती है एक बार फिर से मौका ....उन लोगो के लिए ....अपने आप को इस बार भी सही सिद्ध करने का ...
क्यूँ मान लूँ कि इस बार सही ही होगा ...
अच्छी प्रस्तुति। बधाई। ब्लॉगजगत में स्वागत।
ReplyDeletenamaskar, aapka blog jagat me swagat hai
ReplyDeleteNamit ,jeevan mey jo bhi accha mile use pyar se sweekaro ,na mile to pyar sey hi use alvida kah do.jeevan itna keemti hai ki takleefon ko yaad kar nahi kaata jana chahiye .swagat aapka hamari is duniya mey.
ReplyDeletesasneh,
dr.bhoopendra
jeevansandarbh.blogspot.com
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNams ..... Tumhaare Jeevan ki bahut si sachhayee jaan'ne ke baad tumhaara Sangharsh ... aur Jeevan ko jine ki tumhaaree jad-do-jahad kaabile taarif hai ... Jeena isi ka naam hai ....
ReplyDeleteजीवन का सच लिख दिया आपने
ReplyDeletebahut achha.... kabhi kabhi rishte bojh ho jaate hain aur fir reh jaati hai dil me ek tees...
ReplyDeletehttp://dilkikalam-dileep.blogspot.com/
शादी का सच ...
ReplyDeleteएक बार फिर से मौका ....
उन लोगो के लिए ....
अपने आप को इस बार भी सही सिद्ध करने का ...
क्यूँ मान लूँ कि इस बार सही ही होगा ...
मत मानिए ...समझोता किया तो फिर एक और जिम्मेवारी
जो जिंदगी को परिभाषित नहीं करती ।
शुभकामनाएँ ले लें और अपने आप पर भरोसा रखें.
ReplyDeleteब्लॉगजगत में स्वागत है.
Apni jumedaariyon se bhaagkar koi baht door tak nahi bhaag samta hai.. Jiwan n jaane kitne ko mudhon se gujarta hai..
ReplyDeleteShayad aap aur bhi .....apne man ke udgaar vyakt karna chah rahe the...
Blog jagat mein aapka swagat hai...
Likhte rahiye hamari shubhkamnayne...
HI NAMS,
ReplyDeleteFIRST OF ALL BAHUT HI DIL KO CHHOO LENE WALA SENSITIVE LIKHA HAI, YES THIS IS FACT OF OUR SOCIETY KI AAJ BHI SHADI KO HAMAARE YAHA EK JIMMEDAARI MANA JATA HAI, ISME BURAAYI KUCHH NAHI HAI BUT KAI BAAR JIMMEDARI DOOR KARNE KI JALDI ME HUM UN BATO KO NAHI DEKH PATE JO UN HI DO LOGO SE JUDI HOTI HAI, & THAT IS understanding..............
BUS LOG KAH DETE HAI SHADI KE BAAD SAB THEEK HO HI JATA HAI, DO LOGO KE BEECH SATH RAHNE SE UNDERSTANDING BAN HI JATI HAI...... KAHI YE UNDERSTANDING COMPROMISE TO NAHI , YE HI SOCH KAR KI RAHNA TO ISI KE SATH HAI, SOCIAL PRESSURE, PARENTAL PRESSURE........... OR YE HI COMPROMISE AAGE JA KAR BREAK UP ME BADAL JATA HAI,
HUM KAHTE HAI YE HAMARI SADIYO KI PARAMPARAAYE HAI ..... YU HI NAHI BANI .... AAJ BHI SABSE KAM DIVORCE INDIA ME HI HOTE HAI ETC ETC............. PAR ISKE SATH EK SACHCHAAYI YE BHI TO JUDI HAI KI DOMESTIC VIOLENCE KI SHIKAAR MAHILAAO KO HONA PADTA HAI BECAUSE SAARE JAHA KA PRESSURE UNHE SAMAAJ KI DUHAAYI DETA HAI, EK DAR BHI PEDA KIYA JATA HAI "TU BIN PATI KE ...... KAHA JAYEGI" KYU KYA USKE PITA KA, BHAI KA, MAA KA GHAR AB USKA NAHI RAHA...... PAR NAHI, WO WAKAI ME USKA NAHI RAHTA KYOKI WO AB PARAYI HAI, ""LADKIYA TO HOTI HI PARAYA DHAN HAI"" JAANE KISKI SOCH HAI
SHAYAD ME APNE MUDDE KI BAAT SE KAHI OR CHALA GAYA BUT AAJ BHI INDIAN SOCIETY ME FEMALE STATUS WO NAHI JO HONA CHAIYE GALTIYA SABHI TARAF SE HOTI.........
AT THE LAST I MUST SAY """SHAADI HAMESHA UNDERSTANDING BASED HO NA KI SAMJHOTA YA COMPROMISE""" SHURUAAT KAHI SE BHI HO SAKTI HAI BUT JARURAT HAI EK SHURUAAT KI..............
WITH BEST WISHES FOR YOUR FUTURE
asal men kyaa baat hai...kisi ko nahin pataa... isliye apan to chup hi rahenge......
ReplyDelete